Showing posts with label Abbas Tabish Poetry. Show all posts
Showing posts with label Abbas Tabish Poetry. Show all posts

Monday, March 26, 2012

Abbas Tabish Poetry , Yar ke ghaam ko ajeeb naqsh ghari ati hai

yar ke gham ko ajeeb nqs ghari ati hai
pur pur akhon ke manid bhar ati hai
be taliq na hamen jaan khye hum janate hain
kitna kuch jaan ke ye be kahbari ate ahin
iss qadar gundha parti hai laho se mati
hath galy jate hain kosz gari ati hai

Abbas Tabish Poetry , kia zaroori hai ke Hum haar ke jeetien


Kia Zaroori Hai Ke Hum Haar Ke Jeetien Tabish
Ishq Ka Khel Baraber Bhi To Ho Sakta Hai,,, 

Abbas Tabish Poetry , Pani ankh main bhar ke laya ja sakta hai


Pani ankh main bhar k laya ja sakta hai
ab bhi jalta sheher bachaya ja sakta hai
aik mohabat aur wo bhi nakam mobhat
lekin is se kam chaleya ja sakta hai
Dil par pani piny ati hain umeeden
is chashmy main zeher milaya ja sakta hai
mujh benam se pujhty hain Farhad-o-Majnoo
ishq main kitna naam kamaya ja sakta hai
phatta puran khwab hai mera phir bhi Tabish
is main apna aap chupaya ja sakta hai


Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...
 
Twitter Bird Gadget