Sunday, April 22, 2012
Agar talash karon koi mil hi jaye ga
Agar talash karon koi mil hi jaye ga
Magr tumhari tarh Kon mujhe chahe ga
Tumhein zuror koi chahaton se dekhe ga
Magr wo aankhen hmari kahan se laye ga
Main apni raah mein Deewar ban k betha hon
Agar wo aaya to kis raaste se aaye ga
Tumhare saath Ye Mosam farishton jaisa hai
Tmhare bad Ye Mosam bohut sataye ga

Friday, April 20, 2012
Thursday, April 19, 2012
Monday, April 16, 2012
Kuch Umer Ki PehLi ManziL Thi
Kuch Umer Ki PehLi ManziL Thi
Kuch Rastay Thay Anjaan Bohat
Kuch Hum Bhi PagaL Thay Lekin
Kuch Wo Bhi Thay Naadan Bohat
Kuch Us ne Bhi Na Samjhaya
Ye Payar Nahi Aasaan Bohat
Aakhir Hum ne Bhi KhaiL Liya
Jis KhaiL Mein Thy Nuqsaan Bohat
Jab bikhar gaye tab ye jaana
Aaty hainn yahan toofan Bohat
Ab koi nahi jo apna ho milny ko to hain insaan Bohat
kash wo wapas aa jaye Ye dil hy ab sunsaan Bohat.

kash wo wapas aa jaye Ye dil hy ab sunsaan Bohat..

Belief is Doubtful, Trust is Certain
Belief is Doubtful, Trust is Certain
Belief is from Mind, Trust is from Heart
Belief is Lip Service; Trust is Heart Felt
Believe many; Trust only a Few
Believing is Easy, Trusting is Hard
Belief scores 50%, Trust scores 100%
Belief is Ordinary; Trust is Extra-ordinary
Belief is Start point; Trust is End Point
Belief is Limited; Trust is infinite
Belief is Shaking Hands, Trust is Embracing
Belief keeps Control; Trust gives up control
Belief is jumping opportunities; Trust is staying
Belief is not Time Tested; Trust passes Tough Times
Belief is Partial; Trust is Complete
Believe in Thoughts; Trust your Intuition
Belief in God is Attempting; Trust in God is Surrender
Belief is Important; Trust is Essential
Belief is Plastic Rose; Trust is Real Rose

Dard kia hota hai batayein Gay
Dard kia hota hai batayein Gay
kisi
roz
Kamal ki Ghazal tum ko sunayein
Gay kisi roz
Thi un ki zid k main jaaoun un ko
manane
Mujh ko ye veham tha wo
bulayein Gay kisi roz
kabi b maine to socha b nahi tha
Wo itna mere dil ko dukhayein
Gay kisi roz
Har roz Sheshay se yehi poochta
hoon main
Kia rukh pe tabassum sajayein
Gay
kisi roz
Urney do in parindon ko azaad
fizaon mein
Tumhare hon agar to lout AAyein
Gay kisi roz !!
kisi
roz
Kamal ki Ghazal tum ko sunayein
Gay kisi roz
Thi un ki zid k main jaaoun un ko
manane
Mujh ko ye veham tha wo
bulayein Gay kisi roz
kabi b maine to socha b nahi tha
Wo itna mere dil ko dukhayein
Gay kisi roz
Har roz Sheshay se yehi poochta
hoon main
Kia rukh pe tabassum sajayein
Gay
kisi roz
Urney do in parindon ko azaad
fizaon mein
Tumhare hon agar to lout AAyein
Gay kisi roz !!
kabhi kuch soch k likhna..
kabhi kuch soch k likhna..
kabhii kuch soch k parhna..
ye na-mumkin si koshish hai..
Muhabbat soch k karna...
kisi ka dil ruba chehra
or us pe
dil nasheen aankhain..
k jisko dekh k jeena,
ussi k naam pe marna...
ye na mumkin si koshish hai
Muhabbat soch k karna...
khyalon'me bana lena kisi ka
aks dheery se...
churaa k rang sapno k,
kisi ki aankh me bharna...
Ye na mumkin si baat hai...
Muhabbat soch k karna
kabhii kuch soch k parhna..
ye na-mumkin si koshish hai..
Muhabbat soch k karna...
kisi ka dil ruba chehra
or us pe
dil nasheen aankhain..
k jisko dekh k jeena,
ussi k naam pe marna...
ye na mumkin si koshish hai
Muhabbat soch k karna...
khyalon'me bana lena kisi ka
aks dheery se...
churaa k rang sapno k,
kisi ki aankh me bharna...
Ye na mumkin si baat hai...
Muhabbat soch k karna
"Faasla Itna Barhane Ki Zarurat Kya Thi,
"Faasla Itna Barhane Ki Zarurat Kya Thi,
,'
Tujhe Mujh Se Rooth Kr Janay Ki Zarurat Kya Thi,
,'
Ab Jo Mujh Se Rooth Kar Udaas Rehtay Ho,
,'
Apna Haath Mere Haath Se Chhurane Ki Zarurat Kya Thi
,'
Dunya Kab Kisi K Gham Ko Apna Gham
Samajhti Hay
,'
Tujhe Apna Gham Dunya Ko Dikhane Ki Zarurat Kya Thi,
,'
Main Aaj Tak Is Baat Ko Nahi Samajh Pai
,'
Jab Sath Tumhare Main Tha To Tum Ko Zamane Ki Zarurat Kya Thi...!

Pal bhar mein tamam umer ki sochein badal jati hain
Pal bhar mein tamam umer ki sochein badal jati hain
jin rahon per chaltey hain wohi, rahein badal jati hain
karney ko kia nahi kartey log muhabbat mein
sirf hamarey liye hi kyun? rasmein badal jati hain
woh aisa hai k us ka naam sunney k tasawwur say hi
hamari tamaam tar sAatein badal jati hain
sochti hoon jane kaise? kah paoon ghi main us say
milti hoon to dil ki sari batein badal jati hain
chahe "Manzil" "Dushwar" ho aur "Duur" bhi
humsafer us jaisa ho to musaftein badal jati hain
yun to "Raat" ka alam haseen hota hai, madhosh bhi
magar"chand" dekhoon to meri ratein badal jati hain
mat chaho, k mujhe aadat nahi itna chahne walon ki
yeh na ho log kahein, jald hi adatein badal jati hain

Friday, April 13, 2012
Wo mare badsalooki mai bi mujhy dua dati hai.
Wo mare badsalooki mai bi mujhy dua dati hai.
Aghosh mai le kr sb ghum bhula date hai.
Yun lagta hai jaisy jannat sy a rahe ho khushbo.
Jb wo apny palu sy mujhy hawa dati hai.
Mai agar kroon anjany mai koi ghalte.
Meri ‘Maa’ es pr b muskura deti hai.
Kya khub bnaya hai rab ny rishta ‘Maa’ ka.
Weeran ghar ko b jannat bna dati hai
‘Maa’ ke bad mera kon sahara hai.
Ye he soch mujhy kbe kabi rula dati hai…!

Ek Muhobat Hai Or Us Ki Ek Nishani Hai
Ek Muhobat Hai Or Us Ki Ek Nishani Hai
Ek Dil Hai Jese Koi Haweli Purani Hai
Saffar Raat Ka Hai Or Raat B Tofani Hai
Samandar Hi Samandar Hai Kashti B Doob Jani Hai
Ibtedae-Ishq Se Intehae-Ishq Tak Me Hi Thi
Bewaffa Or Mene Hi Waffa Nibhani Hai
Me Laut Aai Hon Manzill Ko Dekh Kar
Udhar To Yaro Veerani Hi Veerani Hai
Ye Intezar Khatam Q Nahi Hota
Kisi Se Pocho Aakhir Maut Kab Aani Hai

Thursday, April 12, 2012
Dekh Lo Khuwab Magar Khuwab Ka Charcha Na Karo
Dekh Lo Khuwab Magar Khuwab Ka Charcha Na Karo
Log Jal Jaayenge Suraj Ki Tamanna Na Karo
Waqt Ka Kiya Hai Kisi Pal Bhi Badal Sakta Hai
Ho Sakay Tum Say Tou, Tum Mujh Pay Bharosa Na Karo
Kirchiyaan Tootay Howay Aks Ki Chubh Jaayein Gi
Aur Kuch Roz Abhi Aaina Dekha Na Karoo
Ajnabi Lagnay Lagay Khud Tumhein Apna Hi Wajood
Apnay Din Raat Ko Itna Bhi Akela Na Karoo
Khuwaab Bachchoon Kay Khilounoon Ki Tarha Hotay Hain
Khuwaab Dekha Na Karoo Khuwaab Dekhaya Na Karoo
Be-Khayali Main Kabhi Ungliyaan Jal Jaayein Gi
Raakh Guzray Howay Lamhoon Ki Kurayda Na Karoo
Mom Kay Rishtay Hain Garmi Say Pighal Jaayen Gay
Dhoop Kay Sheher Main Ye Tamasha Na Karo